Alert Durga Murti Stolen From Bengal Temple Thrown Pond
Birbhum ke ek gaon ke mandir mein chori hui. Choron ne Maa Durga ki murti ko talab kinare phenk diya aur aabhushan le kar bhaag gaye. Gussaile logon ne ise dharmik aastha par hamla bataya.
Birbhum ke ek gaon ke mandir mein chori hui. Choron ne Maa Durga ki murti ko talab kinare phenk diya aur aabhushan le kar bhaag gaye. Gussaile logon ne ise dharmik aastha par hamla bataya.
West Bengal ke Sandeshkhali mein ek ghar se ek maa aur uski 3 mahine ki bachi ka jala hua shav mila hai. Police ne pati ko hirasat mein liya hai. Yeh ghatna Sandeshkhali ke political tanaav ke beech aayi hai.
West Bengal election mein BJP ke Suvendu Adhikari par TMC ke Pavitr Kar bhadak gaye. Kar ne kaha ki Nandigram mein Ram Puja ki shuruat unhone ki thi, Adhikari ko dharm ka gyan dene ki zaroorat nahi.
Bihar ke Madhepura aur dusre jilon me sharab bandi ke baad bhi yuva 'sookhe nashe' ki taraf bhadak rahe hain. Smack, ganja aur codeine syrup ki lat ne naya sankat paida kar diya hai.
Patna Nagar Nigam ab property tax survey ke liye bijli connection ka data use karega. Jo log galat jankari de rahe hain, unke khilaf action ki taiyari hai. Details janiye.
Bihar ke kisanon ke liye badi khabar. Ab makhana ki nayi kism bina kaante wali develop ki ja rahi hai, jisse kharcha kam hoga aur kamai badhegi. Jaaniye poori details.
Election Commission reshuffles 11 IPS officers in West Bengal. Kolkata Police gets a new Joint CP Crime after 16 months. Key officers transferred ahead of polls.
बंगाल चुनाव 2026 से पहले BJP ने महिलाओं को 3000 रुपए देने का वादा किया है। TMC ने इसे पोंजी स्कीम बताया और अपनी लक्ष्मी भंडार योजना का जिक्र किया।
Ranchi SSP Rakesh Ranjan ne traffic police ke liye naye rules banaye hain. Duty par mobile chalane par jawanon ki naap toli jayegi, achha kaam karne walon ko milega inam. Janiye pura plan.
PM Modi ka Siliguri roadshow aadhi raat ko hua. Bagdogra airport se aane ke baad unki gaadi ki safar badal di gayi aur logon ne phoolon ki baarish ki. Dekhiye poori khabar.
झारखंड मैथिली मंच ने रांची में तीन दिन का 'विद्यापति स्मृति पर्व' आयोजित किया। इस दौरान मैथिली भाषा को दूसरी राजभाषा का दर्जा और Mithila Pradesh की मांग को दोहराया गया।
Ranchi police ne ek fake army officer ko giraftar kiya hai. Arvind Prasad naam ka aadmi Army aur MES mein naukri ka jhansa dekar 70 lakh rupaye ka fraud karta tha. Lucknow Military Intelligence ki madad se SIT ne giraftari ki.